www.doiop.com/amitbhutaniIn Khwabon ko ab na sajaya karo
Tut jaye na, Ab ye Dar lagta hai..
E Havaon ab na jhuma karo
Mera aashiyana bikhar jaye na, Ab ye Dar lagta hai..
Is Zhahan me ab na Milna tum
Kahi mil na jayo, Ab ye Dar lagta hai..
In labo par Ab na Zikra ho tera
Sote huye aksr Ab ye Dar lagta hai